Archive for August, 2008:
Tumhain Dil Say Bhulatay Hain Tu Aankhain Khoob Rooti Hain
Tumhain Dil Say Bhulatay Hain Tu Aankhain Khoob Rooti Hain,
Dard Dil Main Jagatay Hain Tu Aankhain Khoob Rooti Hain..
Tumharay baad Chahat K Sabhi Punchi Uray Janaan,
Kahin Bhi Dil Lagatay Hain Tou Aankhain Khoob Rooti Hain..
Teri Tasweer, Adhooray Khat Tu Jala Diyey Hum Nay,
Ab Paani Pay Naqsh Banatay Hain Tu Aankhain Khoob Rooti Hain..
Ghata Aawargi Main Jab Siyah Choola Pehanti Hai,
Parinday Jab Satatay Hain Tou Aankhain Khoob Rooti Hain..
K Jab Bhi Shaam Dhalti Hai Meri Qismat K Sab Taray,
Falaq Par Jagmagatay Hain Tu Aankhain Khoob Rooti Hain..
Sard Tareek Raaton Main Siyah Sawan Ki Barish Main,
Dard Jab Muskuratay Hain Tu Aankhain Khoob Rooti Hain..
Sahil Ki Woh Mitti K Jis Pay Khoon Hathoon Say,
Wafa Likh Kar Mitatay Hain Tou Aankhain Khoob Rooti hian..
zindagi main kuch na mila to kya gam hai
zindagi main kuch na mila to kya gam hai
app ki dosti mily kya kam hai
thori si jagah mil jayay app kay dillll main
to ya jagha kya taj mehal say kam hai.
mujy apna dil dy kr meharban ban jao
mujy apna dil dy kr meharban ban jao
mery dil main uter kar meri jaan ban jao
main kon hoon kya hoon mujay koi nahi janta
meri jaan ban kar meri pahchan ban jao
Polyphonic Life ringtone
Gam ko karo delete,
Khushi ko karo save,
Rishto ko karo recharge,
Dosti ko karo download,
Dushmani ko karo erase,
Such ko karo broadcast,
Jhoot ko karo switch off,
Tension ko karo not reachable,
Pyar ki karo incoming on,
Nafrat ki karo outgoing off,
Language ko karo control,
Hassi ka karo outbox full,
Aansu ka karo inbox khaali,
Gusse ko karo hold,
Muskan ko karo send,
Help ko karo ok,
Self ko karo autolock,
Dil ko karo vibrate,
Phir dekho life ki ringtone kitni,
POLYPHONIC ho jayegi.
Na Ye Chemistry Hoti
Na Ye Chemistry Hoti
Na Mein Student Hota
Na Ye Lab Hoti
Na Ye Accident Hota
Abhi Practical Mein Aaye Nazar Ek Ladki
Sundar Thi Naak Uski Test Tube Jaisi
Baton Mein Uski Glucose Ki Mithas Thi
Sanson Mein Ester Ki Khushbu Bhi Sath Thi
Aankhon Se Jhalakta Tha
Kuch Is Taranh Ka Pyaar
Bin Piye Hi Ho Jata Tha
Alcohol Ka Khumar
Benzene Sa Hota Tha
Uski Presence Ka Ehsas
Andhere Mein Hota Tha
Radium Ka Abhas
Nazrein Mileen, Reaction Hua
Kuch Is Taranh Love Ka Production Hua
Lagne Lage Us Ke Ghar Ke Chakkar Aise
Nucleus Ke Charon Taraf Electron Hon Jaise
Us Din Hamare Test Ka Confirmation Hua
Jab Uske Daddy Se Hamara Introduction Hua
Sun Kar Hamari Baat Woh Aise Uchal Pare
Ignition Tube Mein Jaise Sodium Bharak Uthe
Woh Bole, Hosh Mein Aao, Pahchano Apni Auqat
Iron Mil Nahin Sakta Kabhi Gold Ke Sath
Ye Sun Kar Tuta Hamare Armanon Bhara Beaker
Aur Hum Chup Rahe Benzaldehyde Ka Karwa Ghoont Pi Kar
Ab Us Ki Yaadon Ke Siwa Hamara Kam Chalta Na Tha
Najany kab say grade buray aatay hain
Najany kab say
grade buray aatay hain
Mujhe phir bhi akallll…ll…. kion nahin aati hai??
Najany kab say…..
sab formulay hain..!
sab theorian hain……!!
bhoola do unhain..!
jila do unhain………………………..
ahahahahahhhhhhhhhhhhh
hamary dua sirf app kay liyah hai
hamary dua sirf app kay liyah hai
hamara jina bhi app kay liyah hai
ab ham rahain ya na rahin is say app ko kiya
hamary muat bhi app kay liyah hai
dil tota to kiya hwa
yah dill sirf app kay liyah hai
BIN TERY SARA SEHER WEERAN REHTA HAI
BIN TERY SARA SEHER WEERAN REHTA HAI,
BICHARD KR TUJH SY HR RASTA SUNSAN RAHTA HAI,
WO TUJHY TUJH SE ZYADA PYAR KRTA HAI,
JO TRY SAMNY AKSAR ANJAN RAHTA HAI.
Aaj bahut yaad aa rahe ho tum
Aaj bahut yaad aa rahe ho tum..
Aankhen band hain phir bhi nazar aa rahe ho tum..
Na jaane kyun aisa lagta hai k saamne khade hokar…
Mujhe ab tak rula rahe ho tum..
Rukhsat huwa to ankh mila kar nahi gya
rukhsat huwa to ankh mila kar nahi gya
woh kyun gya ha yeh b bta kar ni gya
yun laag raha hai jaise abhi lot aye ga
jate huwe chragh bujha kar nahi gya